Saturday, 26 November 2016

One god for all..

Me na hindu or na Muslimam
Me tu hu ek bagvah ki ek santan........
Me  na manu koi ved na koi puran
Na manu ramayan or na quran
Agar mangni hoti hai arzu ya koi kovaise
Toh bina bole puri ho jati hai
Pata nahi kis daram ke bagavan sunta
Or puri karte iksha meri
Kabhi na bataya une nam apna
To kya hai ye bagvan koi or
Jinko dena hai ek or nam
Ya toh mano enko ek bagvan
Kyoki bagvan ka koi daram nahi hota
Rup hote hai kyoki app chahe allah ko -pukro ya ram ko ,
Ikshah toh puri hoti hi hai
Kyoki sabka malik ek hai
Or agar hum koi daram ke na hoke insan- rahe ,
Toh bhi hamai ikshah puri hogi,
Or toh bhi tik hoge bina daram ke kai rogi...

No comments:

Post a Comment